Pages

Dawat o Dua ki Taqat Lazim o Malzoom Hain Ummat ke Masael ka Hal Aalami Dawat

(Maulana Yaqoob sb Hifzullah ke Bayan se liya

 gaya 3/7/2010 BAAD FAJIR) 
Jin bhai ne note kiya Allah jazae khair de ameen 

• DAWAT AALMI HE. (Dawat is for whole world)
• DAWAT ME TAKAT HE.
• HAK DAWAT ME KHUDA KI MADAD SATH HE, BATIL DAWAT ME KHUDA KI MADAD SATH NAHI.

• UMMAT KO DO NIYAMAT MILI HE. DAWAT AUR DUA.
• JISKE PAAS DUA HOTI HE WO KAMIYAB HOTA HE.
• JISKE PAAS DUA NAHI HOTI WO NAKAMIYAB HOTA HE.
• HAMARI NAKAMYABI DUA KI KAMJORI KE WAJE SE HE.
• DEEN KI MEHNAT KAROGE TAVAJO PAIDA HOGI AUR TAVAJO PAIDA HOGI TO ALLAH MOHABBAT KARENGE.
• IS DAWAT KI MEHNAT SE YE YAKIN BANANA HE KE UMMAT KE SARE MASLE HAL HONGE AUR YE TAB HOGA JAB IS MEHNAT KO HUM YAKSUI KE SATH KARENGE.
• YAKSUI KE SATH MEHNAT KARNA HE.
• AGAR DAWAT KI MEHNAT SE KAMYABI AUR UMMAT KE MASLO KA HAL HOGA YE YAKIN NA BANA TO SARI MEHNAT SE KYA NAFA NAHI HOGA.

• UMMAT KE UPAR JO HALAT HE WO HAMARI MEHNAT KI KAMI KE WAJE SE HE.
• YE KAAM BARKAT KA NAHI BALKE MAKSAD HE.
• UMMAT KE INFARADI AUR IJTEMAI MASLO KA HAL HE YE DAWAT KA KAM.
• DAWAT KA KAM REHMAT HE.
• DUNIYA ME AMEN LANE KE LIYE WAHID RASTA DAWAT KA KAM HE.
• HAMARA MAKSAD DEEN KI DAWAT KI MEHNAT HE.
• DAYI WO HE JO DUA KARTA HO.



·         Dawat (invitation) is meant for the whole world
·         There is force/power in Dawat
·         Allah's help is with Dawat to Truth. Allah's help is not with Dawat to untruth
·         Two blessings have been bestowed upon Ummat: Dawat and Dua (supplication)
·         He who has Dua will succeed
·         He who doesn't have Dua will not succeed
·         Our failures are due to weak Duas
·         If you strive in Deen, you will develop humility, and if you have humility Allah will love you
·         By striving in this path, we have to strengthen a faith that all the problems of the Ummat will be solved by it, and that will come to pass when the striving will be focussed
·         Strive with focus
·         If there is no faith that the effort of Dawat will get us success and resolve the problems facing the Ummat, then this effort will not fetch much benefit
·         This effort is not local but global

·         The problems surrounding the Ummat are due to deficiency in our (Dawat)
·         This effort is not for Barakat but it is has be our very purpose
·         The solution to all problems of Ummat, whether at individual or group level, is the effort of Dawat
·         Dawat is Rehmat
·         Dawat is the only means to bring peace to the whole world
·         Our purpose (of life) is the striving for Dawat of Deen
·         A daaee is one who supplicates