Pages

Tablighi Jamaat par Ilzamat ke jawabat Urdu Roman Book:TABLIGHI JAMAAT AUR QURAN

Assalam o Alaikum,

Bahut sare Musalama Bhai Tablighi jamaat par ILZAMAT Lagate Hain Ya Aam Musalamnon ko Jamaat se Bahkane ke liye WASAWIS dalte hain. Khaskar Hamare Ghair Muqallid Bhai is kaam mein bahut aage hain ki kaise Dawat ke Kamm ko Badnam karke iske bare mein Musalamanon mein SHAK O SHUBHAT paida karein.
Inke WASAWIS /ILZAMAT mein se ek aham Ilzam yeh hai ki TAABLIGHI JAMMAT WALE QURAN PAK KI TALEEM KE KHILAF HAIN (Nauzubillah Min Zalik). Halanki jitni
1. Quran e pak se Allah aue rasool ke kalam se Muhabbat aur
2. Quran ko samajhne aur janne
3. dusron tak pahuchane aur
4. Amaal karne ka Daeea Jamaat mein jakar hota Woh Ismein Ikhlas se waqt lagane wala hi Mahsoos karta hai.
Main aise ek do nahin saikdon logon ko janta hun ki jamaat mein jakar aisi Muhabbat paida Hui ki APNE BACCHON KO QURAN PAK KA HAFIZ AUR AALIM BANAYA..........Hamare kai Rishtedar jo Doctor Engineer hain Unhone apne bete AUR Betion ko Madarsa mein bheja. Halaki woh sab Doctor engineer bane par Qadir the.

KHAIR BAHAR KAIF
ALLAH TAALA NE ILZAM LAGANE WALON KI IBRAT KE LIYE yahan ek Saccha Waqea Dikhaya hai ki Jamaat mein kis Tarah Quran ki khidmat aur samajh paida ki ja sakti hai Allah Amal ki Taufeeq naseeb kare.
pura mazmoon is lik par hain http://www.armughan.in/Current%20Issue/PDF.pdf






  This book is basically collection of views and writing about Tablighi Jamaat by Scholars of Sunnah. 
     It will be a series that may have 4-5 Volumes as it will progress.
2.     It is a fact that 95% of Great Ulema e Haqq (True Scholars) all over the world including the Arab world are supporting Dawah effort being done by Tabligh Jamaat.Although Many of the Ulma e Haqq are working in service of Islam in different fields e.g Madarsa, Fatawa, Dars O Tadrees and Tasnnef o Taleef, Tazkiya etc so they may not always have active Participation in Tablighi Jamaat.
3.     Some Ulema Scholars may have some misunderstanding. The work and character of the effort will convince them. This method of convincing was successfully used by Maulana Ilyas Rahimullah. He not only convinced Rather He even took active work from those who were initially even against the effort.

4.     Some Scholars may be pointing the mistakes of workers or on some Scholarly issues. Don’t take it as opposition. Rather it should be listened carefully and should be looked into for correction. This is the approach of our Elders