WHAT IS THE ELDERS (OF TABLIGH) STAND ON CRITICISM ????????????
The Tablighi Jamaat elders (other call leaders) at Markaz Hazrat Nizamuddin, Delhi,India have a
written policy of not indulging in any argument and counterarguement and defence in the case of criticism and allegation.
Maulana Inamul Hasan (R.A.)(died 1995) the former Amir of Tableeghi Jamaat has said.
"It is better that in case the objections and allegation if they are correct, rectify them .
Whereas if they are wrong ,have patience (leave the matter to Allah)."
(Insight into dawah and its understanding & cognition PAGE NO 181 translation of urdu book Dawat ki Faham o baseerat or uska Idrak)
MAULANA has further said.....
"If you reply they will give a rejoinder. You reply again they will issue another rejoinder. It will continue like this and no purpose will be served."
(Refrence:Insight into dawah and its understanding & cognition PAGE NO 181)
DARDMANDANA APPEAL MUSALAMANON SE
1.Dunia ki zindagi be sabat hai. Aur yahan kamiyabi ka akela rasta Allah ke hukmon wali zindagi aur Rasulullah sallahu Alaihi wasallam wala rasta hai. Jise deen kahte hain.
2.Deen zindagi mein mehnat se aata hai. Deen ki mehnat ki ek asaan aur mufeed shakal Allah ne Maulana Ilyas Rahimullah ke zarie dunia mein Aam karayee. Ab ham sab ko apne jaan maal waqt ki qurbani ke satth is kaam ko maut tak karna hai.
3.Is kaam mein koi shakhsiat parasti nahin hai. Maulana Ilyas Rahmatullah Alaihi (Allh unke qabr ko noor se bhar de) Kaam ke taarruf ke silsile mein bhi apna naam tak lena pasand nahi karte the.
4. Asal deen hai aur uski mehnat hai. Afrad to aate jatee rahenge. Aaj Maulana Ilyas Rahimullah nahi hai Lekin dawat ka kaam hai. Aaj jo akaabir hain sab ek din mar jaenge lekin dawat ka kaam yah chalta rahega Insha Allah.
5.Ham apne tamam maujooda akaabir se milkar rahein. Kisi se kam aur zyada muhabbat fitri cheez hai lekin kisi ko kisi se badguman nahin hona hai.Badgumani bada gunah hai. Isliye tamam akabireen se muhabbat karte hue ham apne aakhirat ki fikr karein
6.Dawat ke kaam mein Ameer koi uhda ya mansab nahin hai. Balki 1 bahut badi zimmedari hai. Ameer khadim hota hai. Yah kaam Ijtamaiat ka hai.Ijtamaiat mein Khair, Allah ki Madad ka Wada aur Fitnon se Hifazat hai. Hamara nizam Hamesha se Ijtamiaat aur ittahade fikr ka raha hai.Ameer banane ya na banane ka faisla shura karegi. Kisi Musalaman ko Ameer banne ki khahish rakhna Allah ki madad ko hata deta hai. Aur beghair mashwara ke kisi ke ameer hone ka elan aur imarat par bait karna bahut badi khiyanat hai. Hazrat Umar Raziallahu Anhu ne ispar sakht baat kahi hai. Yeh bahut bada fitnah hai.
7.Shura mein to chand afraad hote hain who inazamee umoor ke liye Iske alawa haemin aur jitney bhi Ahle Haq Ulma aur akabir hain Chahe who deen ke kisi shobe Tabligh Taleem Tazkiya Tasneef mein hon un sab ki izzat aur muhabbat karni hai. Jo akabir Tabligh ke field mein hain unmein se chand naam yah hain unke alawa jo Shura mein hain. Maulana Muhammed Ihsan ul Haq sahab ,Maulana Tariq jameel sahab (db) ,Dr Sanaullah sahab (db), Maulana Ismail Godhra sahib, Dr Muhammed Khalid Siddiqui sahib, Bhai Chaudhry Muhammed Rafeeq sahib, Bhai Farooq sahib, Dr Roohullah sahib, Bhai Bakht Muneer sahib, Professor Abdur Rahman sahib, Abdul Aleem sb, Nadir Ali Khan sb, Maulana Ahmad Bahawalpuri sb, Yah bas chand naam hain Iske alawa jitney bhi Ulma karam hai chahe Tabligh mein jate hon na jate hon Hattaki agar (khuda na khasta, kisi confusion/ashkal ki wajah se) Mukhalifat karte hon tab bhi haemin unka ikram karna hai.
7.Hazrat ji Maulana Inamul Hasan Rahimullah ne zamane ke nazakat aur fitnon ko samajhte hue 10 Afrad ki shura muqarrar ki thee. Ismein se 8 afrad Allah ko pyare ho gaye. Ab sirf 2 Bache the to Mashwara se Haji Abdul Wahab sb ne puri dunia ke zimmedaron se mashwara karke Raiwing Ijtema ke mauqe par 16 Nov 2015 ko usmein 11 afrad ko Jod kar takmeel ki hai. Ismein se 5 akaabir Markaz Nizamuddin ki Ijtamaee Shura ke hain, 5 Raiwind ki shura ke aur 3 Kakrael ki shura ke.
Tamam Musalman Shura ko Taawwun dain Yani Infaradi Rae se bachte hue Shura ke Ijtamaee Mashwara se Yaksu hokar Allah ke liye Jaan Maal Waqt ki Qurbani ke saath Deen ki Mehnat Karein.
Aur Apni Hidayat aur Sare Insaniat ki Hidayat ki fikr karein.
9.Shura ke Akabireen ke Asmae Garamee neeche hain.
1. Hazrat Maulana Muhammed Saad sahib(db) (Nizamuddin)
1. Hazrat Maulana Muhammed Saad sahib(db) (Nizamuddin)
2. Haji Abdul Wahhab sahab (db) (Raiwind)
3. Hazrat Maulana Ibrahim Dewla (db) (Nizamuddin)
4. Hazrat Maulana Yaqoob saharanpuri (db) (Nizamuddin)
5. Hazrat Maulana Ahmed Laat (db) (Nizamuddin)
6. Hazrat Maulana Zuhairul Hasan (db) (Nizamuddin)
7. Hazrat Maulana Nazrur Rahman (Raiwind)
8. Hazrat Maulana Abdur Rahman (Raiwind)
9. Hazrat Maulana ubaidullah Khurshid (db) (Raiwind)
10. Hazrat Maulana Zia ul Haq (db) (Raiwind)
11. Hazrat Qari Zubair sahab (db) (kakarayel)
12. Hazrat Maulana Rabeul Haq (Kakarayel)
13. Bhai Wasif ul Islam (kakarayel)
Ismein se jo 5 (Panch) afrad Nizamuddin ke hain who aapas ke mashware se Nizamuddin ke umoor anjam denge.
1.Maulana Saad Sb.
2.Maulana Ibrahim Sb.
3.Maulana Ahmad Laat Sb
4.Maulana Yaqoob Sb
5.Maulan Zaheerul Hasan Sb.
Mashware ka Urdu Typing
Maulana Ilyas the Reviver of Tablighi Movement has Remarked.
Maulana Ilyas remarked (Discourse of Maulana Ilyas Page no 25)
"Our workers must remember well that if their da'wah (invitation) is not accepted and instead they are insulted,abused or baseless allegations are made against them . They should not become despondent and frustrated.
On such an occasion they should remember that this was the sunnat (established way) and heritage of the Arnbiya (alayhiqus salaam), especially that of our Nabi Muhammad (Sallallahu alaihi wa
sallam). Where does everyone get the good fortune of being belittled
and degraded in the path of Allah?
And wherever they are welcomed and honoured, they should appreciate
this and when people listen with enthusiasm to their talks it must be
considered a favour from ,Allah and at no time should they be
indifferent to these favours. It should be considered a great favour to
serve and teach these people even if they may be considered to be of the
lower classes. In the Quran we are reminded of this in the ayat:
He f m e d d turned away, when the blind approached him for
guidance.
At the same time one must keep a check on the deception of one's own
nafs. The nafs should not consider this acceptance as its own
perfection. This may lead to the fitnah (cormption)_of hero worship.
Therefore one should always be on one's guard.
MAULANA MAHMUDUL HASAN the Chief Mufti of Darul Uloom Deoband was an active supporters of Tabligh. Once he opined like this.book tabligh jamaat and Maulana Mahmoodul hasan page no 16.