(Below are some of Urdu Hindi Transliteration of Elders advice. It is a forwarded article . We acknowledge and Jazakallahu Khair. )
YE KAAM ALLAH KA KAM HE.
• KOI APNI KABILIYAT KE MUTABIK KAAM NAHI KAR SAKTA.
• ALLAH KA JAPTA HE KAAM LENE KA JO ALLAH KE EHKAAM PURA KARE USSE KAAM LENGE.
• KAAM KARNEWALO KI 2 ZIMMEDARI .
INFARADI AUR
IJTEMAI.
• IFARADI ALLAH KE SATH.
• IJTEMAI UMMAT KE SATH.
• IMAM SIRF NAMAZ PADA DENE WALA NAHI BALKE IMAM TO PESHWAE DEEN HE.
• ALLAH KI MADAD SUNNATO KE SATH HE.
• SUNNAT-E-DAWAT AAP KI DAWAT KA KYA MIJAZ HE. DAWAT KA KAM MIJAZE NUBUWAT PAR CHALEGA.
• AAP KI DAWAT ME UMUMIYAT THI.
• NICHE KE TABKE KAAM KO BADANA YE SUNNAT HE.
• SABSE ZYADA KHATRA IN TABKE KE MOORTAD HONE KA
: GURBAT, JIHALAT, FURSAT.
• JITNA NICHE KE TABKE ME KAAM KAROGE UTNI TABIYAT HOGI.
• HAR FARD KO DAWAT DENA YE MIJAZE DAWAT HE.
• DAYI KE MIJAJ KE ANDAR NARMI AUR WUSAT HO.
• TANG NAZRI SE FIRKA BANTA HE.
• SALAM JAN PEHCHAN WALO KO KARNA YE KAYAMAT KI NISHANI HE.
• HAMARE UNDER KHUB WUSAT HO.
• HUM KISI TABKE KO NAHI JANTE HAME TO SARI UMMAT CHAHIYE.
• DAYI KA SABR USKI KABR SE WASI HE.
• IS RASTE ME NAGAVARI AAVEGI.
• JO NAGAVARI KO BARDASHT NA KARE WO NABIYOWALE KAAM KO KARNE KI TAYYARI ME NAHI