Pages

Hanafi Vs Ahle Hadith:Mahsala Munazra on Taqleed :Islam Aam Musalman aur Ulema e Islam

Assalam o Alaikum Wa Rahmatullah,

Munazra ke Topic ko Tai Karne Ka Munazra
You tube par Islam ke naam par pesh kiye gaye videos ke sislsile mein ek Munazre par Nazar padi Jo Taqleed ke bare mein tha aur 5 ghanta 2 minute ka tha.
Yeh Mahsala (Near Nagpur,Maharashtra, India) mein hua Tha.
Yeh Munazra Hanafi Ulema aur Ahle Hadith Ulema ke beech Taqleed ke Mudde par Hua tha.

Ham is Muazre ka Islam aur Musalamanon ke talluq se kuch baat kahna chahte hain.(Insha Allah)

(Disclaimer: Article ke Topic mein Ahle Hadith aur Hanafi alfaz video mein shamil logon ke dawa ke mutabiq likh diye gaye hain. Yeh log Waqiatan kaun hain ham  nahin jante.Woh Aalim the ya nahin agar aalim the to Ulma e Haq the ya nahin. kya Bade Hanafi Madarse/Alaim aur Ahle hadith Madrse/Aalim ki taraf se inko koi taeed thee, ya yeh log khud apni taraf se numa Is silsile mein ham kuch nahin jante. Ham sirf video ke content par Islam aur Musalmanon ke Talluq se kuch kahna chahte hain).


JAB TOPIC AUR VIDEO DEKHA TO PATA CHALA KI YEH ........TO MUNAZRE KE TOPIC TAI KARNE KE SILSILE KI MEETING HAI.......

AUR ASLI MUNAZRA TO ABHI BAQI HAI............JO PATA NAHI KITNE GHANTE KA HOGA.........

Ab is 5 ghante ke Munazra meeting mein kiya hua .
Pura video sunne ke baad ..urdu ki kahawat yaad aayi .KHODA PAHAD aur NIKLI CHUHIA........Topic hi Tai nahi ho paya ......ki Munazra kis baat par hona Hain...

5 ghante ke baad kuch Tai nahi ho paya iski
 KIYON 5 GHANTE MEIN KUCH NAHI HUA ????Wajah kIYA THI?????????

Allah ne agar Aqle saleem dee ho Bahut thodi si Aqal Lagakar aap iski wajah samajh sakte hain....... 

Neeche Padhie to pata chal jaega ki in Munazra karne walon ne Buniyadi baat ko chod diya tha is liye 

WOH BUNIYADI KAMI DONO MUNAZRA GROUP KI KIYA THI ?????
......(Insha Allah iska urdu/Roman translation jaldi kar dunga )

Famous Jurist Shaykh Khatib Al-Baghdadi writes:

"As far as the Islamic rules are concerned, there are of two types. The first are those which are known by necessity to be part of the Deen of the Prophet sallalahu alaihi wa sallam like the five prayers, Zakaat, fasting in Ramadhan, Hajj; the prohibition of adultery, wine and so on. Taqleed is not allowed in these issues since they are such that everyone should know and understand. The second type are those rules which need to be understood and extrapolated such as the details of the rituals of worship, transactions and weddings, for example, Taqleed is allowed   only in     these        issues since        Allah       says:"So ask the people of remembrance if you know not." (Surah Al-Nahl: 43)Al-Faqih wal Mutafaqqihah - page 67, vol.2 printed by Darul Iftaa, Riyadh, Saudi Arabia 1389

Taqleed is done only in those aspect where more than one interpretation is possible from Ahadeeth.

The famous Islamic jurist, Shaykh Abdul Ghani Al-Nablusi states

“The issues which are agreed upon - without any doubt and by necessity - do not require any Taqleed of any of the four Imams like the obligation of Salaat. Fasting, Zakaat and Hajj, etc. and like the prohibition of adultery and fornication, drinking wine, murder, stealing and usurping. The issues which are debated are the issues where Taqleed becomes necessary."
Khulasataul Tahqeeq fi Hukm at-Taqleed wa at-Talfeeq - page - 4 printed by Al-Yasheeq, Istanbul



............Munazra ka Islam aur musalmanon se Talluq ke silsile mein Kuch batain ayind hngi Insha Allah..........